falsafa is jindagi ka
kuch samajh na aata h!!
tutata h jisse dil
vahi kyu jindagi ban jata h??
kyu aati h baharen
fuslane is nirmal jivan ko?
bhakne par hain yah kahti
samjha apne pagal man ko!!
asq hai bhikhre hmare
ham ja baithe maikhane me.
phir bhi laj nhi ati isko
nverng bersane me..
Kya khata the meri ishwer
aaj sare uttar do prbhu??
kyu waqt na samajh paaya hame??
kyu hm hi na samajh paye use??
dikha do es uljhan se
aage nikalne ka rasta:
kyu sare jamane ka dukh mera
ban k rah jata h??
falsafa is jindagi ka
kuch samajh na aata h!!
sundar rachna
ReplyDeletejindagi ka falsafa aisa hi hai bhayi ki kuchh samajh nahi aata
aabhaar
falsafa is jindagi ka
ReplyDeletekuch samajh na aata h!!
zindgi ka falsafa samajhne ki takat insaan men kahan hai?